Friday, December 10, 2021

Barbaadi Ki Aag (Fire of Destruction)

 Barbaadi ki wo aag aaj bhi jal rahi hai

(Flames of destruction are still alive)

Seene mein wo sharam aaj bhi dhadhak rahi hai

(That guilt that I carry in my heart is still stoking)


Aashiyaane kai banaye maine, par sab khaak hue

(I tried to build from the start, but all got destroyed)

Tamam naye armaan mere us aag mein jal kar raakh hue

(All new dreams turn to ash)

No comments:

Kahani

 Bade dinon baat kuch likha -  Zidd matt karo meri kahani sunane ki  Itna sab ho gaya, himmat nahin ab lamhe chunane ki Kabr mein jaaun to l...